Munajaat
Before almighty Allah, with glistening eyes.
by : Mirza Sharafat
allah ka naam harsu padkar koi kaam karna
sharafat ye baat batakar kar bohat aam karna

mere hath lagey kisi ki madad ko to kya mita
khudaya mere toba se pehley na shaam karna
rona sirf tum to hussain ke laal par rona
kabhi akbar ke naam ki majlis ka ehtimaam karna
khudaya mere ansuvu ki faqat ye hai daleel
tu duva sunkey hi mere gham tamaam karna