Ballad 02 : Teri wafa
this ballad is in lyrical form can be well chanted in the tone of this song : aye dil mujhe aisi jagah ley chal. Arzoo 1950
Written by : Mirza Sharafat Hussain Beigh
read > Ballad 01
تیری نگاہوں کے نشاں بھی ہوگئے ہیں اب خفا
Teri wafa kaiin dafa huwi hai sabit bey wafa
Teri nighahu ke nishan bhi hogaye hai ab khafa
Aahein meri sunkar yaha tadpeein hai deewarein teri
sadh baar dun chokhat pa teri pyaar ki tumko sada
Hota ha kya yehi sila mere dil e majboor ka
teri aadavu ki jafayein hai mere dil ki dawa

تیری وفا کہی دفعہ ہوئی ہے ثابت بے وفا
تیری نگاہوں کے نشاں بھی ہوگئے ہیں اب خفا
آہیں میری سُن کر یہاں تڑپی ہیں دیواریں تیری
صد بار دوں چوکھٹ پہ تیری پیار کی تم کو صدا
ہوتا ہے کیا یہی صلا میرے دلِ مجبور کا
تیری اداوٴں کی جفائیں ہیں میرے دل کی دوا